Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam Chakraborty
Singers: Arijit Singh
Kehte Hain Khuda Ne Isse Jahaan Mein
Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaaya Har Kisi Ke Liye
Tera Milna Hai Usse Rab Ka Ishara
Maano Mujhko Banaya Tere Jaise Hi Kisi Ke Liye x 2
Chorus:
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
Kaise Hum Jaane, Hume Kya Pata
Kuch Toh Hai Tujhse Raabta
Tu Humsafar Hai
Phir Kya Fikar Hai
Jeene Ki Wajah Yahi Hi
Marna Issi Ke Liye
Kehte Hain Khuda Ne Isse Jahaan Mein
Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaaya Har Kisi Ke Liye
Meharbaani Jaate Jaate Mujh Pe Kar Gaya
Guzarta Saa Lamha Ek Daaman Bhar Gaya
Tere Nazaara Mila, Roshan Sitaara Mila
Taqdeer Ki Kashtiyon Ko Kinara Mila
Sadiyon Se Tarse Hai Jaisi Zindagi Ke Liye
Teri Saubat Mein Duaayein Hain Ussi Ke Liye
Tere Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara
Maano Mujhko Banaya Tere Jaise Kisi Ke Liye