Showing posts with label Khaamakha. Show all posts
Showing posts with label Khaamakha. Show all posts

Sunday 10 February 2013

Matru Ki Bijlee Ka Mandola - Khamakha

Halki Halki Aahein Bharna
Takiye Mein Sar De Ke Dheeme Dheeme
Sargoshi Mein Baatein Karna
Pagalpan Hai Aise Tumhe Pe Marna
Ubla Ubla Kyon Lagta Hai?
Ye Badan, Ye Jalan 
To Khamakha Nahi, Khamakha Nahi

[Ye Khalish Jo Hai, Wo Khamakha Nahi

Haan Tapish To Hai, Par Khamakha Nahi]
X2

Jo Nahi Kiya, Kar Ke Dekhe Na

Saans Rok Ke, Mar Ke Dekhe Na
Ye Bewajah, Ye Besabab, Khamakha Nahi
[Ye Khamakha Nahi]
X3

Saari Saari Raat Ka Jagna

Khidki Pe Sar Rakh Ke Rote Rehna
Umeedon Ka Jal Na Bujhe Na
Paagalpan Hai Aise Tumhe Pe Mar Na
Khali Khali Do Aankhon Mein
Ye Namak, Ye Chamak,
To Khamakha Nahi, Khamakha Nahi

Fikr Rehti Hai, Jo Khamakha Nahi

Rikr Rehta Hai, Jo Khamakha Nahi
Ashq Aankhon Mein, Bhar Ke Dekhe Na
Aaina Kabhi Darr Ke Dekhe Na
Ye Bewajah, Ye Besabab, Khamakha Nahi
Deewangi Sahi, Ye Khamakha Nahi
Ha Junoon To Hai, Par Khamakha Nahi

Sada Bhawaani Taahi Jai Ho Pyara

Gauri Putra Ganes
Paanch Dev Raksha Kare Ho Pyara
Brahma Visnu Mahesh

Kasam Yo Des Mera Se Harya Bharya Haryana

Seedhe Saadhe Log Ade Ke Doodh Dahi Ka Khana

Bolo Ram Ram Ram Bhai Ram Ram Ram