Showing posts with label Lootnewaale. Show all posts
Showing posts with label Lootnewaale. Show all posts

Wednesday 20 February 2013

Matru ki Bijlee Ka Mandola - Lootnewale

Dol Dol, Dol Dol
Paani Paani Kunwa Sambhaal
Dol Dol, Dol Dol
Paani Paani, Kunwa Sambhaal
Jisse Ka Maati Uska Maal

[Dol Dol, Dol Dol]
X6   

Chorus:
Jisse Ki Kheti, Uski Zameen Hai
Re Babaji Ki Dhons Nahi Hai
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi
[Hat Lootnewale Hat Hat]
X3

Jisse Ki Kheti Uski Zameen Hai
[Babaji Ki Dhons Nahi Hai]
X2
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi
[Hat Lootnewale, Hat Hat]
X3

Dol Dol, Dol Dol
Arrey Paani Paani Kunwa Sambhaal
[Dol Dol, Dol Dol
Paani Paani, Kunwa Sambhaal]
X2

Jisse Ki Maati, Uska Maal, Kunwa Sambhaal
Hum Beej Na Denge, Hum Byaaj Na Denge
Re Kal Ka Karza, Aaj Na Denge
Ho Teri Loha Laathi Nahi Chalegi

Teri Ek Lihaathi Nahi Chalegi
Teri Loha Laathi Nahi Chalegi
Teri Ek Lihaathi Nahi Chalegi

Ab Chale Hathoda
Hathoda, Hathoda Aur Daraati
[Hat Lootnewale Hat Hat]
X3

Haaye Raja Teri Sab Sunte Thethe
Raah Se Kankar Chunte Thethe
Jaag Jaag Ke Jata Kata
Par Tere Kambal Bunte The, Raja Lootnewale
Ho Sun Raja Lootnewale Maare Raja
Suno Raja Lootnewale Maare Raja
O Teri Tana-Shahi, Nahi Chalne Denge
Re Apna Morcha, Nahi Talne Denge
Teri Chhatri Lekar Nahi Chalenge
Ab Dhoop Mein Tere Paanv Jalenge
Teri Chhatri Lekar Nahi Chalenge
Ab Dhoop Mein Tere Paanv Jalenge
Jo Khode Kunwa
Jo Khode Kunwa Usse Ka Hi Paani
[Hat Lootnewale Hat Hat]
X3

Jisse Ki Kheti, Uski Zameen Hai
Re Babaji Ki Dhons Nahi Hai
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi

[Hat Lootnewale]
X7