Showing posts with label Sukhwinder Singh. Show all posts
Showing posts with label Sukhwinder Singh. Show all posts

Friday 12 August 2016

Sultan - Title Song

[Kismat Jo Aavey Saamne
Tu Mod De Usse Ka Panja Re]
X2
Chal Mode De Usse Ka Panja Re

Saath Aasmaan Cheere
Abbe Saath Samandar Peere
Chal Saath Suron Mein Karde Ye Elaan
Himmat Hai Toh Roko
Aur Zurrat Hai Toh Baaton
Re Aaj Hatheli Pe Rakhdi Hai Jaan
[Khoon Mein Tere Mitti
Mitti Mein Tera Khoon]
x2
Upar Allah Niche Dharti
Beech Mein Tera Junoon
Aye Sultan

[Seene Mein Tere Aag Paani Aandhi Hai
Mehnat Ki Dori Honslon Se Baandhi Hai]
X2
Hai Parvat Bhi Tu Hi
Aur Tu Hi Pathar Hai
Jo Chahe Tu Wo Hi Ban Jaye
Teri Marzi Hai
Aansoon Aur Paseena
Arrey Hai Toh Dono Paani
Par Mod Ke Rakh De Dono Hi Tufaan
Chot Ho Jitni Gehri
Ya Thes Jigar Mein Thehri
Toh Jazbaa Utna Zehri Hai Ye Maan

Nooresukoon Niyat Se Junoon
Ye Tujhe Ko Pata Hai
Tujhme Chhupa Hai
Tu Usse Ko Le Usse Ko Le Pehchaan
Tera Iraada Tujhse Bhi Zyaada
Usse Ko Pata Hai Jo Lapata Hai
Tu Itna Le Itna Le Abbe Maan
Woh Dil Mein Hai Tere
Tu Usse Ki Nazron Mein
Chal Hadd Se Aagey Re
Chaha Jo Tune Wo Paane
Chal Banja Re Sultan

Saath Aasmaan Cheere
Abbe Saath Samandar Peere
Chal Saath Suron Mein Karde Ye Elaan
[Khoon Mein Tere Mitti
Mitti Mein Tera Khoon]
X2
Upar Allah Niche Dharti
Beech Mein Tera Junoon
Re Sultan
Saat Aasmaan Cheere
Abbe Saat Samandar Peere
Chal Saat Suron Mein Karde Ye Elaan
Himmat Hai Toh Roko
Aur Zurrat Hai Toh Baaton
Re Aaj Hatheli Pe Rakhdi Hai Jaan

Thursday 4 April 2013

Dabangg 2 - Dabangg Reloaded

[Teer Chale Talwar Chale
Aur Maut Khadi Tharaaye]
X2
Char Dishayein Thar Thar Kaanpein
Sher Sa Jabbe Ghuraayein

Chorus:
[Gala Pakad Le Jabbe Paapi Ka]
X2
Saans Wahi Tham Jaaye
[Hud Hud Dabangg Dabangg Dabangg Dabangg]
X7

Bal Se Amber Dole Dharti
Paanv Dharein Phat Jaavein Phat Jaavein Jaavein
Durjan Jisse Ke Paas Na Aavein
Dushkarmi Ghabravein Ghabravein Haaye

Ho Nirbal Jai Jaikar Karein
Aur Durbal Mahima Gavein
Jo Bhi Usse Ke Aade Aavein
Jeevan Bhar Pachtaavain

Chorus

Ek Ke Maare Do Mar Jaavein
Aisi Baan Ghumaavein Ghumaavein Haayein
Lathi Sar Pe Jiske Baajein
Phoote Sa Sar Khil Jaavein
Haaye Sar Khil Jaavein

Arrey Kan Patti Pe Haath Padhe To
Hosh Kabhi Na Aavein
Aankhon Mein Jab Jwala Bhadhkein
Loha Bhasam Ho Jaavein

Chorus

Wednesday 20 February 2013

Matru ki Bijlee Ka Mandola - Lootnewale(Reprise)

[O Teri Tana-Shahi, Nahi Chalne Denge
Re Apna Morcha, Nahi Talne Denge]
X2

[Teri Loha Laathi Nahi Chalegi
Teri Ek Lihaathi Nahi Chalegi]
X2

Ab Chale Hathoda
Hathoda, Hathoda Aur Daraati
[Hat Lootnewale]
X4

Jisse Ki Kheti, Uski Zameen Hai
Rabba Bauji Ki Dhons Nahi Hai
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi
[Hat Lootnewale]
X3

Matru ki Bijlee Ka Mandola - Lootnewale

Dol Dol, Dol Dol
Paani Paani Kunwa Sambhaal
Dol Dol, Dol Dol
Paani Paani, Kunwa Sambhaal
Jisse Ka Maati Uska Maal

[Dol Dol, Dol Dol]
X6   

Chorus:
Jisse Ki Kheti, Uski Zameen Hai
Re Babaji Ki Dhons Nahi Hai
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi
[Hat Lootnewale Hat Hat]
X3

Jisse Ki Kheti Uski Zameen Hai
[Babaji Ki Dhons Nahi Hai]
X2
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi
[Hat Lootnewale, Hat Hat]
X3

Dol Dol, Dol Dol
Arrey Paani Paani Kunwa Sambhaal
[Dol Dol, Dol Dol
Paani Paani, Kunwa Sambhaal]
X2

Jisse Ki Maati, Uska Maal, Kunwa Sambhaal
Hum Beej Na Denge, Hum Byaaj Na Denge
Re Kal Ka Karza, Aaj Na Denge
Ho Teri Loha Laathi Nahi Chalegi

Teri Ek Lihaathi Nahi Chalegi
Teri Loha Laathi Nahi Chalegi
Teri Ek Lihaathi Nahi Chalegi

Ab Chale Hathoda
Hathoda, Hathoda Aur Daraati
[Hat Lootnewale Hat Hat]
X3

Haaye Raja Teri Sab Sunte Thethe
Raah Se Kankar Chunte Thethe
Jaag Jaag Ke Jata Kata
Par Tere Kambal Bunte The, Raja Lootnewale
Ho Sun Raja Lootnewale Maare Raja
Suno Raja Lootnewale Maare Raja
O Teri Tana-Shahi, Nahi Chalne Denge
Re Apna Morcha, Nahi Talne Denge
Teri Chhatri Lekar Nahi Chalenge
Ab Dhoop Mein Tere Paanv Jalenge
Teri Chhatri Lekar Nahi Chalenge
Ab Dhoop Mein Tere Paanv Jalenge
Jo Khode Kunwa
Jo Khode Kunwa Usse Ka Hi Paani
[Hat Lootnewale Hat Hat]
X3

Jisse Ki Kheti, Uski Zameen Hai
Re Babaji Ki Dhons Nahi Hai
Jisse Ka Ganna, Uski Ganderi

[Hat Lootnewale]
X7

Wednesday 13 February 2013

Matru ki Bijlee Ka Mandola - Baadal Uthya / Baadal Uthya(Reprise)


[Baadad Uthya Ri Sakhi]
X2
Mere Saasre Ki Odde
Paani Barsega Sir Todde
[Baadad Uthya Ri Sakhi]
X2

Moti Moti Boond Bhatabhat
Phootan Lag Gaye Godde Se
Paani Ke Baha Ke Agge
Beh Gaye Nakke Dodde Se

Uttar Dakshin Poorab Pashchim
Hawa Key Jhakodde Se

[Zangdya Key Kiwaad Moonde
Khul Gaye Odde Sode Se]
X2 

[Kisya Pul Tootya Ri Sakhi]
X2
Beh Ge Nadi Naale Jodde
Paani Barsega Sir Todde

[Baadad Uthya Ri Sakhi]
X5

Sunday 10 February 2013

Matru Ki Bijlee Ka Mandola - Title Song


Pehle Woh Boli Phir Mein Bola
Matru Ki Bijlee Ka Mandola
Phir Matru Ki Bijlee Ka Mandola Dola
(Dola Dola Dola Dola Dola Dola)

[Gulley Ki Begi, Begi Ka Gulla

Jab Tambu Khola Tab Khullam Khulla] 
X2

Chorus:

Pehle Woh Bola Phir Mein Bola
[Hey Matru Ki Bijli Ka Mandola]
X2
Matru Re Matru, Matru Ki Bijlee, Bijlee Ka Mandola
Hey Matru Ki Bijlee Ka Mandola

Chatak Chatak Dil Chatak Chatak Dil

Chatak Chatak Dil Chatka
Patak Patak Phir Patak Patak Phir
Patak Patak Phir Patka
Haa Chatak Chatak Dil Chatak Chatak Dil
Chatak Chatak Dil Chataka Re
Patak Patak Patak Patak Patak Patak Patak Patak Phir Patka Re

Hariya Ka Dhan Dola

Bijlee Ka Tan Dola
Re Matru Ko Man Dola Haaye
Aate Ki Roti Mitti Ka Choolha
Pidhi Pe Dulhan, Moodhe Pe Dulha

Chorus:


[Siva Ko Shileya, Siva Ko Shileya 

Siva Ko Shileya Baavale]
X2
Hawa Havile, Dava Nahi Re
Siva Ko Shileya, Siva Ko Shileya 
Siva Ko Shileya Baavale

[Matak Matak Dhar Matak Matak Dhar

Matak Matak Dhar Matka
Atak Atak Kar Atak Atak Kar
Atak Atak Kar Atkaa]
X2
Bolo Toh Kab Dola
Pehle Zameen Doli Phir Rab Dola

Koi Naa Jaane Re Kon Tha Bulla

Re Padi Jo Pothi Toh Khullam Khulla

Chorus: